Duniya ka sabse pehla "Bra" || #shorts

31 Просмотры
Издатель
Ab Bra ne mahilayon ko kis-kis situation se bachaya hai,yeh sirf ek mahila hi janti hai. Par Kisne pehna tha duniya ka sabse pehla Bra ? Aur kaise hua Bra ka Avishkar ?
KAISE HUA BRA KA AVISHKAR

Pehli baar Misar aur Rome mein ribbon ko ladkiyon ki breast ko dhakne ke liye use kiya jata tha, kahi jagah woh chamde aur resham ke bhi hote the.

Phir 20 th century mein Catherine De Medichi ne corset ka use kiya,yeh ek hard material tha jo kamar se leke breast ko cover karta tha. Par Yeh ladkyion ke liye uncomfortable aur dardnak sabit hua.

Phir 1913 mein Mary Phelps Jacob naam ki social reformer ne pehli baar rumal aur strap ko jor ke ek cheez banai,jis ko brasserie naam diya gaya.

Fir S.H. Camp & Company Bra ki alag alag size nikali. Fir Dheere-dheere adjustable hooks,stretchable materials jaise kahi sari cheeze isme judti gayi.
Aur aaj Ladkiyan mood,work aur comfort ke hisab se alag alag bra pehen sakti hai.
Категория
Нижнее белье
Комментариев нет.